SlideShare a Scribd company logo
1 of 6
HRELATE.COM
Dry Fruits Benefits -Sukhe Meve Se
Rakhe Sehat Ka Khayal
• Dry fruits yane ki “sukhe meve” dikhane mai to chote lekin sehat se bharpur hote hai. Har diet
specialist aapko rojana mutthi bhar dry fruits khane ki salah dete hai. Yeh hamare dimag aur sharir ke
liye tonic ki tarah kaam karte hai, jinse hamara sharir swasth aur takadwar hota hai. Sukhe meve
bahut tarha ke hote hai jaise ki kishmish (raisins), kaju (cashew nuts), baadam (almonds),
pista(pistachios), akhrot (walnuts), pin khajur(dates) aur bhi kai.
• Protein se bharpur Sukhe mevo mai fiber, phytonutrients aur anti-oxidant jaise ki Vitamin E aur
Selenium ki bharpur matra hoti hai. Yeh taste mai to itne khas nahi hote, lekin inse hone wale labh ke
karan yeh bahut mahange milte hai. Iss article mai hum aapko sukhe meve ke labh yani ki Dry Fruits
Benefits in Hindi mai batayenge.
hrelate.com
hrelate.com
Janiye Kis Dry Fruits Khane ke Kya Hai Labh
• Sehat Se Bhare Badam(Almonds)
Badam ki baat kare to isse hemoglobin badane mai bahut prabhavi mana jata hai.
Badam hamare sharir mai new blood cells ko banane aur hemoglobin ki level ko
badane mai madad karta hai.
Yeh na keval portein aur fiber mai sammpurn hote hai, balki inme bahut sara
calcium, antioxidant aur vitamin E bhi hota hai. Isse khane se dant aur haddiyo mai
takat aati hai. Aur fiber hone ki wajah se ye heart ke liye bhi accha mana jata hai.
• Dryfruit King Kaju (Cashew Nuts)
Kaju ko dry fruits ka raja kaha jata hai. Isse khane se sharir mai takat aati hai. Kaju
ko protein, minerals salt, zink, iron, fiber aur magnesium ka accha strot mana jata
hai. Kaju ka sevan sharir ko urja dene ke saath kai aur bimariyo se hamari rakhsha
karta hai. Aadhe mutthi kaju mai 374 calories, 31 gram vasa, 10 gram protein, vitamin
E, vitamin K aur vitamin 6 hota hai.
Lekin aapko isse bahut jyada nahi khana hai. Isse aapko khansi bhi ho sakti hai.
Iske alawa isse jyada khane ne acidity ki dikkat bhi hoti hai.
hrelate.com
• Piste se Rakhe Dil ka khayal (Pistachio)
Mitai aur snacks mai istemal hone wala Pista, swasth ke liye bahut accha hota hai. Piste mai magnesium,
copper, phosphorous aur vitamin B hota hai. Iske sevan se cholesterol aur heart attack se bacha ja sakta
hai. Dieting kar rahi mahilao ke liye pista faydemand hota hai. Kyoki isse pet jyada der tak bhara rehta
hai.
• Akhrot(Walnuts)
Akhrot mai mojud fat aur postik tatva sharir mai insulin ki matra ko santulit rakhne mai sahayak hote
hai. Eczema aur Asthma rogiyo ke liye Akhrot khana faydemand hota hai. Yeh sehat se bharpur hai yeh
baat to kai log jante hai, lekin yeh bahut kam log jante honge ki isse niyamit tour par lene se, rogiyo mai
Dil ki bimari ki aashanka kam ho jati hai. Agar aapko anindra ki samsaya hai to iska sevan jarur kare.
• Alzheimer Mai Faydemand Kishmish (Raisins)
Kishmish ke sevan se pet ka kabj dur hoti hai. Isse ek badiya antioxidant mana jata hai, jo stamina
badhata hai. Yeh Alzheimer jaisi ghambhir bimari se rahat dilane mai bhi upyogi sabit huyi hai.
Alzheimer ko bhulne wala rog bhi kehte hai. Iske karan aapki yaadast kamjor hoti hai. Aap bhulne lagte
hai. BP, sugar ya fir sir mai kai baar chot lagne se aapko yeh dikkat hone lagti hai.
Iske alawa Kishmish khane se vayu dosh aur cough ki bhi samasya dur hoti hai. Kyoki isme bahut sara
iron hota hai. Durbal logo ke liye iska rojana sevan bahut hitkari hai.
hrelate.com
• Anjir (Figs)
Sukhi Anjir bhuk ko niyantrit rakhne mai sahayak hoti hai. Isme fiber aur potassium ki matra jyada hoti
hai. Mote logo ko sukhi anjir ka sevan karna chahiye. Yeh unka vajan kam karne mai bhi sahayak hoti
hai.Anjir ke sevan se Anemia, jukham, kamar dard, sirdard, bavasir(piles) aadi rog dur hote hai aur
sharir mai takat aati hai. Anjir mai calcium bahut hota hai, jo ki haddiyo ko majbud karne mai sahayak
hai.
Khayal rahe ki Anjir ka sevan jigar ke liye hanikarak hota ho sakta hai. Yeh garam hoti hai, isliye isse 5
dane se jyada naa khaye.
• Khubani (Apricots)
Sukhi khubani ka sevan pyas aur cough mai faydemand hai. Isme Vitamin A, B complex aur C ki
prachurata hoti hai, jo aankho aur prajnan shamta ke liye faydemand hota hai.
• Peanuts (Mungphali)
Peanuts mai protein ki matra bharpur hoti hai. Isme antioxidant bhi hote hai. Aur shayad hi aapko pata
hoga ki 100 gram kacchi mungfali mai 1 litre dudh ke barabar protein hota hai. Saath hi mungfali pachan
shakti badane mai bhi karagar hai.Jise asthma ki dikkat ho wo 6 months tak Peanuts na khaye. Peanuts
garm hote hai. Jyada khane se aapko garmi ki sikayat ho sakti hai.
Aap inhe dabbe mai band karke freeze mai bhi rakh sakte hai. Aese mai yeh 6 mahine tak bhi kharab
nahi hote.
hrelate.com
• Bhigokar Khane se Jyada labh
Sukhe meve shakti vardhak hote hai, yeh to aapko pata chal gaya. Aapne dekha hoga ki kuch
mevo ko bhigakar rakhte hai, fir uska sevan karte hai. Lekin aapko yeh nahi pata hoga ki iske
piche ka karan kya hai? Darahsal Anaj ki tarah mevo mai bhi Phytic acid paya jata hai. Agar
meve ko bina bhigaye khaya jaye to usme mojud acid usse thik se pachne nahi deta. Mevo ko
kuch ghante bhiga ke khane se usme se acid nikal jata hai, aur moujuda enzyme beasar ho
jata hai. Jisse wo aasani se pach jata hai. Aesa karne se meve mai mojud vitamins aur poshak
tatva bhi sharir dwara aasani se grahan kar liye jata hai.

More Related Content

More from cshradhha

Home Remedies for Yeast Infection: Jane Iske Gharelu Upay
Home Remedies for Yeast Infection: Jane Iske Gharelu UpayHome Remedies for Yeast Infection: Jane Iske Gharelu Upay
Home Remedies for Yeast Infection: Jane Iske Gharelu Upaycshradhha
 
Jane Spirulina Benefits in Hindi Aur Rakhe Apne aap Ko Swasth
Jane Spirulina Benefits in Hindi Aur Rakhe Apne aap Ko SwasthJane Spirulina Benefits in Hindi Aur Rakhe Apne aap Ko Swasth
Jane Spirulina Benefits in Hindi Aur Rakhe Apne aap Ko Swasthcshradhha
 
Janiye Foods to Avoid Before Sex Ke Bare Me Jankari
Janiye Foods to Avoid Before Sex Ke Bare Me JankariJaniye Foods to Avoid Before Sex Ke Bare Me Jankari
Janiye Foods to Avoid Before Sex Ke Bare Me Jankaricshradhha
 
Janiye Fat Burning Foods in Hindi Aur Kam Kijiye Apna Wajan
Janiye Fat Burning Foods in Hindi Aur Kam Kijiye Apna WajanJaniye Fat Burning Foods in Hindi Aur Kam Kijiye Apna Wajan
Janiye Fat Burning Foods in Hindi Aur Kam Kijiye Apna Wajancshradhha
 
Janiye Ayurvedic Treatment for Pimples in Hindi Aur Dikhiye Sundar
Janiye Ayurvedic Treatment for Pimples in Hindi Aur Dikhiye SundarJaniye Ayurvedic Treatment for Pimples in Hindi Aur Dikhiye Sundar
Janiye Ayurvedic Treatment for Pimples in Hindi Aur Dikhiye Sundarcshradhha
 
Janiye Stevia Benefits in Hindi Aur Rahiye Swasth
Janiye Stevia Benefits in Hindi Aur Rahiye SwasthJaniye Stevia Benefits in Hindi Aur Rahiye Swasth
Janiye Stevia Benefits in Hindi Aur Rahiye Swasthcshradhha
 
Black Pepper Benefits: Janiye Isse Hone Wale Fayde
Black Pepper Benefits: Janiye Isse Hone Wale FaydeBlack Pepper Benefits: Janiye Isse Hone Wale Fayde
Black Pepper Benefits: Janiye Isse Hone Wale Faydecshradhha
 
Stress symptoms
Stress symptomsStress symptoms
Stress symptomscshradhha
 
Foods to eat to get pregnant
Foods to eat to get pregnantFoods to eat to get pregnant
Foods to eat to get pregnantcshradhha
 
Herbal shampoo(1)
Herbal shampoo(1)Herbal shampoo(1)
Herbal shampoo(1)cshradhha
 
Exercise during period
Exercise during periodExercise during period
Exercise during periodcshradhha
 
Benefits of Red Wine: Janiye Iske Swasthvardhak Laabh
Benefits of Red Wine: Janiye Iske Swasthvardhak LaabhBenefits of Red Wine: Janiye Iske Swasthvardhak Laabh
Benefits of Red Wine: Janiye Iske Swasthvardhak Laabhcshradhha
 
Fitness tips for women
Fitness tips for womenFitness tips for women
Fitness tips for womencshradhha
 
Natural energy-boosters
Natural  energy-boostersNatural  energy-boosters
Natural energy-boosterscshradhha
 
Deafness Hone Ka Karan, Lakshan Aur Upaye
Deafness Hone Ka Karan, Lakshan Aur UpayeDeafness Hone Ka Karan, Lakshan Aur Upaye
Deafness Hone Ka Karan, Lakshan Aur Upayecshradhha
 
Brown Rice Ke Lajawaab Fayde Janiye
Brown Rice Ke Lajawaab Fayde JaniyeBrown Rice Ke Lajawaab Fayde Janiye
Brown Rice Ke Lajawaab Fayde Janiyecshradhha
 
Paiye 6 Pack Abs Banane Ke Kuch Aasan Tareeke
Paiye 6 Pack Abs Banane Ke Kuch Aasan TareekePaiye 6 Pack Abs Banane Ke Kuch Aasan Tareeke
Paiye 6 Pack Abs Banane Ke Kuch Aasan Tareekecshradhha
 
In Tariko se Sharir Shape me Laiye Tips In Hindi
In Tariko se Sharir Shape me Laiye Tips In HindiIn Tariko se Sharir Shape me Laiye Tips In Hindi
In Tariko se Sharir Shape me Laiye Tips In Hindicshradhha
 
More from cshradhha (19)

Home Remedies for Yeast Infection: Jane Iske Gharelu Upay
Home Remedies for Yeast Infection: Jane Iske Gharelu UpayHome Remedies for Yeast Infection: Jane Iske Gharelu Upay
Home Remedies for Yeast Infection: Jane Iske Gharelu Upay
 
Jane Spirulina Benefits in Hindi Aur Rakhe Apne aap Ko Swasth
Jane Spirulina Benefits in Hindi Aur Rakhe Apne aap Ko SwasthJane Spirulina Benefits in Hindi Aur Rakhe Apne aap Ko Swasth
Jane Spirulina Benefits in Hindi Aur Rakhe Apne aap Ko Swasth
 
Janiye Foods to Avoid Before Sex Ke Bare Me Jankari
Janiye Foods to Avoid Before Sex Ke Bare Me JankariJaniye Foods to Avoid Before Sex Ke Bare Me Jankari
Janiye Foods to Avoid Before Sex Ke Bare Me Jankari
 
Janiye Foods to Avoid Before Sex Ke Bare Me Jankari
Janiye Foods to Avoid Before Sex Ke Bare Me JankariJaniye Foods to Avoid Before Sex Ke Bare Me Jankari
Janiye Foods to Avoid Before Sex Ke Bare Me Jankari
 
Janiye Fat Burning Foods in Hindi Aur Kam Kijiye Apna Wajan
Janiye Fat Burning Foods in Hindi Aur Kam Kijiye Apna WajanJaniye Fat Burning Foods in Hindi Aur Kam Kijiye Apna Wajan
Janiye Fat Burning Foods in Hindi Aur Kam Kijiye Apna Wajan
 
Janiye Ayurvedic Treatment for Pimples in Hindi Aur Dikhiye Sundar
Janiye Ayurvedic Treatment for Pimples in Hindi Aur Dikhiye SundarJaniye Ayurvedic Treatment for Pimples in Hindi Aur Dikhiye Sundar
Janiye Ayurvedic Treatment for Pimples in Hindi Aur Dikhiye Sundar
 
Janiye Stevia Benefits in Hindi Aur Rahiye Swasth
Janiye Stevia Benefits in Hindi Aur Rahiye SwasthJaniye Stevia Benefits in Hindi Aur Rahiye Swasth
Janiye Stevia Benefits in Hindi Aur Rahiye Swasth
 
Black Pepper Benefits: Janiye Isse Hone Wale Fayde
Black Pepper Benefits: Janiye Isse Hone Wale FaydeBlack Pepper Benefits: Janiye Isse Hone Wale Fayde
Black Pepper Benefits: Janiye Isse Hone Wale Fayde
 
Stress symptoms
Stress symptomsStress symptoms
Stress symptoms
 
Foods to eat to get pregnant
Foods to eat to get pregnantFoods to eat to get pregnant
Foods to eat to get pregnant
 
Herbal shampoo(1)
Herbal shampoo(1)Herbal shampoo(1)
Herbal shampoo(1)
 
Exercise during period
Exercise during periodExercise during period
Exercise during period
 
Benefits of Red Wine: Janiye Iske Swasthvardhak Laabh
Benefits of Red Wine: Janiye Iske Swasthvardhak LaabhBenefits of Red Wine: Janiye Iske Swasthvardhak Laabh
Benefits of Red Wine: Janiye Iske Swasthvardhak Laabh
 
Fitness tips for women
Fitness tips for womenFitness tips for women
Fitness tips for women
 
Natural energy-boosters
Natural  energy-boostersNatural  energy-boosters
Natural energy-boosters
 
Deafness Hone Ka Karan, Lakshan Aur Upaye
Deafness Hone Ka Karan, Lakshan Aur UpayeDeafness Hone Ka Karan, Lakshan Aur Upaye
Deafness Hone Ka Karan, Lakshan Aur Upaye
 
Brown Rice Ke Lajawaab Fayde Janiye
Brown Rice Ke Lajawaab Fayde JaniyeBrown Rice Ke Lajawaab Fayde Janiye
Brown Rice Ke Lajawaab Fayde Janiye
 
Paiye 6 Pack Abs Banane Ke Kuch Aasan Tareeke
Paiye 6 Pack Abs Banane Ke Kuch Aasan TareekePaiye 6 Pack Abs Banane Ke Kuch Aasan Tareeke
Paiye 6 Pack Abs Banane Ke Kuch Aasan Tareeke
 
In Tariko se Sharir Shape me Laiye Tips In Hindi
In Tariko se Sharir Shape me Laiye Tips In HindiIn Tariko se Sharir Shape me Laiye Tips In Hindi
In Tariko se Sharir Shape me Laiye Tips In Hindi
 
Recently uploaded

TEENAGE PREGNANCY PREVENTION AND AWARENESS
TEENAGE PREGNANCY PREVENTION AND AWARENESSTEENAGE PREGNANCY PREVENTION AND AWARENESS
TEENAGE PREGNANCY PREVENTION AND AWARENESSPeterJamesVitug
 
Artificial Intelligence Robotics & Computational Fluid Dynamics
Artificial Intelligence Robotics & Computational Fluid DynamicsArtificial Intelligence Robotics & Computational Fluid Dynamics
Artificial Intelligence Robotics & Computational Fluid DynamicsParag Kothawade
 
Mobile Health And Apps (mhealth) How to design Application for medical App.pptx
Mobile Health And Apps (mhealth) How to design Application for medical App.pptxMobile Health And Apps (mhealth) How to design Application for medical App.pptx
Mobile Health And Apps (mhealth) How to design Application for medical App.pptxMahesh Chopra
 
Back care and back massage. powerpoint presentation
Back care and back massage. powerpoint presentationBack care and back massage. powerpoint presentation
Back care and back massage. powerpoint presentationpratiksha ghimire
 
EHR Market Growth is The Boom Over - Jasper Colin
EHR Market Growth is The Boom Over - Jasper ColinEHR Market Growth is The Boom Over - Jasper Colin
EHR Market Growth is The Boom Over - Jasper ColinJasper Colin
 
ANTIGEN- SECTION IMMUNOLOGY DEPARTMENT OF MICROBIOLOGY
ANTIGEN- SECTION IMMUNOLOGY  DEPARTMENT OF MICROBIOLOGYANTIGEN- SECTION IMMUNOLOGY  DEPARTMENT OF MICROBIOLOGY
ANTIGEN- SECTION IMMUNOLOGY DEPARTMENT OF MICROBIOLOGYDrmayuribhise
 
2024 HCAT Healthcare Technology Insights
2024 HCAT Healthcare Technology Insights2024 HCAT Healthcare Technology Insights
2024 HCAT Healthcare Technology InsightsHealth Catalyst
 
lupus quiz.pptx for knowing lupus thoroughly
lupus quiz.pptx for knowing lupus thoroughlylupus quiz.pptx for knowing lupus thoroughly
lupus quiz.pptx for knowing lupus thoroughlyRitasman Baisya
 
ILO (International Labour Organization )
ILO (International Labour Organization )ILO (International Labour Organization )
ILO (International Labour Organization )Puja Kumari
 
Field exchange, Issue 72 April 2024 FEX-72.pdf
Field exchange, Issue 72 April 2024 FEX-72.pdfField exchange, Issue 72 April 2024 FEX-72.pdf
Field exchange, Issue 72 April 2024 FEX-72.pdfMohamed Miyir
 
unit-3 blood product B.Pharma 3rd year .pptx
unit-3 blood product B.Pharma 3rd year .pptxunit-3 blood product B.Pharma 3rd year .pptx
unit-3 blood product B.Pharma 3rd year .pptxBkGupta21
 
Immediate care of newborn, midwifery and obstetrical nursing
Immediate care of newborn, midwifery and obstetrical nursingImmediate care of newborn, midwifery and obstetrical nursing
Immediate care of newborn, midwifery and obstetrical nursingNursing education
 
Globalny raport: „Prawdziwe piękno 2024" od Dove
Globalny raport: „Prawdziwe piękno 2024" od DoveGlobalny raport: „Prawdziwe piękno 2024" od Dove
Globalny raport: „Prawdziwe piękno 2024" od Doveagatadrynko
 
arpita 1-1.pptx management of nursing service and education
arpita 1-1.pptx management of nursing service and educationarpita 1-1.pptx management of nursing service and education
arpita 1-1.pptx management of nursing service and educationNursing education
 
Clinical Education Presentation at Accelacare
Clinical Education Presentation at AccelacareClinical Education Presentation at Accelacare
Clinical Education Presentation at Accelacarepablor40
 
Low Vision Case (Nisreen mokhanawala).pptx
Low Vision Case (Nisreen mokhanawala).pptxLow Vision Case (Nisreen mokhanawala).pptx
Low Vision Case (Nisreen mokhanawala).pptxShubham
 
Local Advanced Esophageal Cancer (T3-4N0-2M0): Artificial Intelligence, Syner...
Local Advanced Esophageal Cancer (T3-4N0-2M0): Artificial Intelligence, Syner...Local Advanced Esophageal Cancer (T3-4N0-2M0): Artificial Intelligence, Syner...
Local Advanced Esophageal Cancer (T3-4N0-2M0): Artificial Intelligence, Syner...Oleg Kshivets
 
Recently uploaded (20)

TEENAGE PREGNANCY PREVENTION AND AWARENESS
TEENAGE PREGNANCY PREVENTION AND AWARENESSTEENAGE PREGNANCY PREVENTION AND AWARENESS
TEENAGE PREGNANCY PREVENTION AND AWARENESS
 
Artificial Intelligence Robotics & Computational Fluid Dynamics
Artificial Intelligence Robotics & Computational Fluid DynamicsArtificial Intelligence Robotics & Computational Fluid Dynamics
Artificial Intelligence Robotics & Computational Fluid Dynamics
 
Mobile Health And Apps (mhealth) How to design Application for medical App.pptx
Mobile Health And Apps (mhealth) How to design Application for medical App.pptxMobile Health And Apps (mhealth) How to design Application for medical App.pptx
Mobile Health And Apps (mhealth) How to design Application for medical App.pptx
 
Coping with Childhood Cancer - How Does it Hurt Today
Coping with Childhood Cancer - How Does it Hurt TodayCoping with Childhood Cancer - How Does it Hurt Today
Coping with Childhood Cancer - How Does it Hurt Today
 
Back care and back massage. powerpoint presentation
Back care and back massage. powerpoint presentationBack care and back massage. powerpoint presentation
Back care and back massage. powerpoint presentation
 
Dr Sujit Chatterjee Hiranandani Hospital Kidney.pdf
Dr Sujit Chatterjee Hiranandani Hospital Kidney.pdfDr Sujit Chatterjee Hiranandani Hospital Kidney.pdf
Dr Sujit Chatterjee Hiranandani Hospital Kidney.pdf
 
EHR Market Growth is The Boom Over - Jasper Colin
EHR Market Growth is The Boom Over - Jasper ColinEHR Market Growth is The Boom Over - Jasper Colin
EHR Market Growth is The Boom Over - Jasper Colin
 
ANTIGEN- SECTION IMMUNOLOGY DEPARTMENT OF MICROBIOLOGY
ANTIGEN- SECTION IMMUNOLOGY  DEPARTMENT OF MICROBIOLOGYANTIGEN- SECTION IMMUNOLOGY  DEPARTMENT OF MICROBIOLOGY
ANTIGEN- SECTION IMMUNOLOGY DEPARTMENT OF MICROBIOLOGY
 
2024 HCAT Healthcare Technology Insights
2024 HCAT Healthcare Technology Insights2024 HCAT Healthcare Technology Insights
2024 HCAT Healthcare Technology Insights
 
lupus quiz.pptx for knowing lupus thoroughly
lupus quiz.pptx for knowing lupus thoroughlylupus quiz.pptx for knowing lupus thoroughly
lupus quiz.pptx for knowing lupus thoroughly
 
ILO (International Labour Organization )
ILO (International Labour Organization )ILO (International Labour Organization )
ILO (International Labour Organization )
 
Field exchange, Issue 72 April 2024 FEX-72.pdf
Field exchange, Issue 72 April 2024 FEX-72.pdfField exchange, Issue 72 April 2024 FEX-72.pdf
Field exchange, Issue 72 April 2024 FEX-72.pdf
 
unit-3 blood product B.Pharma 3rd year .pptx
unit-3 blood product B.Pharma 3rd year .pptxunit-3 blood product B.Pharma 3rd year .pptx
unit-3 blood product B.Pharma 3rd year .pptx
 
Immediate care of newborn, midwifery and obstetrical nursing
Immediate care of newborn, midwifery and obstetrical nursingImmediate care of newborn, midwifery and obstetrical nursing
Immediate care of newborn, midwifery and obstetrical nursing
 
Kidney Transplant At Hiranandani Hospital
Kidney Transplant At Hiranandani HospitalKidney Transplant At Hiranandani Hospital
Kidney Transplant At Hiranandani Hospital
 
Globalny raport: „Prawdziwe piękno 2024" od Dove
Globalny raport: „Prawdziwe piękno 2024" od DoveGlobalny raport: „Prawdziwe piękno 2024" od Dove
Globalny raport: „Prawdziwe piękno 2024" od Dove
 
arpita 1-1.pptx management of nursing service and education
arpita 1-1.pptx management of nursing service and educationarpita 1-1.pptx management of nursing service and education
arpita 1-1.pptx management of nursing service and education
 
Clinical Education Presentation at Accelacare
Clinical Education Presentation at AccelacareClinical Education Presentation at Accelacare
Clinical Education Presentation at Accelacare
 
Low Vision Case (Nisreen mokhanawala).pptx
Low Vision Case (Nisreen mokhanawala).pptxLow Vision Case (Nisreen mokhanawala).pptx
Low Vision Case (Nisreen mokhanawala).pptx
 
Local Advanced Esophageal Cancer (T3-4N0-2M0): Artificial Intelligence, Syner...
Local Advanced Esophageal Cancer (T3-4N0-2M0): Artificial Intelligence, Syner...Local Advanced Esophageal Cancer (T3-4N0-2M0): Artificial Intelligence, Syner...
Local Advanced Esophageal Cancer (T3-4N0-2M0): Artificial Intelligence, Syner...
 
Dry Fruits Benefits: Janiye Sehat Mand Hone Ka Raaz

  • 1. HRELATE.COM Dry Fruits Benefits -Sukhe Meve Se Rakhe Sehat Ka Khayal
  • 2. • Dry fruits yane ki “sukhe meve” dikhane mai to chote lekin sehat se bharpur hote hai. Har diet specialist aapko rojana mutthi bhar dry fruits khane ki salah dete hai. Yeh hamare dimag aur sharir ke liye tonic ki tarah kaam karte hai, jinse hamara sharir swasth aur takadwar hota hai. Sukhe meve bahut tarha ke hote hai jaise ki kishmish (raisins), kaju (cashew nuts), baadam (almonds), pista(pistachios), akhrot (walnuts), pin khajur(dates) aur bhi kai. • Protein se bharpur Sukhe mevo mai fiber, phytonutrients aur anti-oxidant jaise ki Vitamin E aur Selenium ki bharpur matra hoti hai. Yeh taste mai to itne khas nahi hote, lekin inse hone wale labh ke karan yeh bahut mahange milte hai. Iss article mai hum aapko sukhe meve ke labh yani ki Dry Fruits Benefits in Hindi mai batayenge. hrelate.com
  • 3. hrelate.com Janiye Kis Dry Fruits Khane ke Kya Hai Labh • Sehat Se Bhare Badam(Almonds) Badam ki baat kare to isse hemoglobin badane mai bahut prabhavi mana jata hai. Badam hamare sharir mai new blood cells ko banane aur hemoglobin ki level ko badane mai madad karta hai. Yeh na keval portein aur fiber mai sammpurn hote hai, balki inme bahut sara calcium, antioxidant aur vitamin E bhi hota hai. Isse khane se dant aur haddiyo mai takat aati hai. Aur fiber hone ki wajah se ye heart ke liye bhi accha mana jata hai. • Dryfruit King Kaju (Cashew Nuts) Kaju ko dry fruits ka raja kaha jata hai. Isse khane se sharir mai takat aati hai. Kaju ko protein, minerals salt, zink, iron, fiber aur magnesium ka accha strot mana jata hai. Kaju ka sevan sharir ko urja dene ke saath kai aur bimariyo se hamari rakhsha karta hai. Aadhe mutthi kaju mai 374 calories, 31 gram vasa, 10 gram protein, vitamin E, vitamin K aur vitamin 6 hota hai. Lekin aapko isse bahut jyada nahi khana hai. Isse aapko khansi bhi ho sakti hai. Iske alawa isse jyada khane ne acidity ki dikkat bhi hoti hai.
  • 4. hrelate.com • Piste se Rakhe Dil ka khayal (Pistachio) Mitai aur snacks mai istemal hone wala Pista, swasth ke liye bahut accha hota hai. Piste mai magnesium, copper, phosphorous aur vitamin B hota hai. Iske sevan se cholesterol aur heart attack se bacha ja sakta hai. Dieting kar rahi mahilao ke liye pista faydemand hota hai. Kyoki isse pet jyada der tak bhara rehta hai. • Akhrot(Walnuts) Akhrot mai mojud fat aur postik tatva sharir mai insulin ki matra ko santulit rakhne mai sahayak hote hai. Eczema aur Asthma rogiyo ke liye Akhrot khana faydemand hota hai. Yeh sehat se bharpur hai yeh baat to kai log jante hai, lekin yeh bahut kam log jante honge ki isse niyamit tour par lene se, rogiyo mai Dil ki bimari ki aashanka kam ho jati hai. Agar aapko anindra ki samsaya hai to iska sevan jarur kare. • Alzheimer Mai Faydemand Kishmish (Raisins) Kishmish ke sevan se pet ka kabj dur hoti hai. Isse ek badiya antioxidant mana jata hai, jo stamina badhata hai. Yeh Alzheimer jaisi ghambhir bimari se rahat dilane mai bhi upyogi sabit huyi hai. Alzheimer ko bhulne wala rog bhi kehte hai. Iske karan aapki yaadast kamjor hoti hai. Aap bhulne lagte hai. BP, sugar ya fir sir mai kai baar chot lagne se aapko yeh dikkat hone lagti hai. Iske alawa Kishmish khane se vayu dosh aur cough ki bhi samasya dur hoti hai. Kyoki isme bahut sara iron hota hai. Durbal logo ke liye iska rojana sevan bahut hitkari hai.
  • 5. hrelate.com • Anjir (Figs) Sukhi Anjir bhuk ko niyantrit rakhne mai sahayak hoti hai. Isme fiber aur potassium ki matra jyada hoti hai. Mote logo ko sukhi anjir ka sevan karna chahiye. Yeh unka vajan kam karne mai bhi sahayak hoti hai.Anjir ke sevan se Anemia, jukham, kamar dard, sirdard, bavasir(piles) aadi rog dur hote hai aur sharir mai takat aati hai. Anjir mai calcium bahut hota hai, jo ki haddiyo ko majbud karne mai sahayak hai. Khayal rahe ki Anjir ka sevan jigar ke liye hanikarak hota ho sakta hai. Yeh garam hoti hai, isliye isse 5 dane se jyada naa khaye. • Khubani (Apricots) Sukhi khubani ka sevan pyas aur cough mai faydemand hai. Isme Vitamin A, B complex aur C ki prachurata hoti hai, jo aankho aur prajnan shamta ke liye faydemand hota hai. • Peanuts (Mungphali) Peanuts mai protein ki matra bharpur hoti hai. Isme antioxidant bhi hote hai. Aur shayad hi aapko pata hoga ki 100 gram kacchi mungfali mai 1 litre dudh ke barabar protein hota hai. Saath hi mungfali pachan shakti badane mai bhi karagar hai.Jise asthma ki dikkat ho wo 6 months tak Peanuts na khaye. Peanuts garm hote hai. Jyada khane se aapko garmi ki sikayat ho sakti hai. Aap inhe dabbe mai band karke freeze mai bhi rakh sakte hai. Aese mai yeh 6 mahine tak bhi kharab nahi hote.
  • 6. hrelate.com • Bhigokar Khane se Jyada labh Sukhe meve shakti vardhak hote hai, yeh to aapko pata chal gaya. Aapne dekha hoga ki kuch mevo ko bhigakar rakhte hai, fir uska sevan karte hai. Lekin aapko yeh nahi pata hoga ki iske piche ka karan kya hai? Darahsal Anaj ki tarah mevo mai bhi Phytic acid paya jata hai. Agar meve ko bina bhigaye khaya jaye to usme mojud acid usse thik se pachne nahi deta. Mevo ko kuch ghante bhiga ke khane se usme se acid nikal jata hai, aur moujuda enzyme beasar ho jata hai. Jisse wo aasani se pach jata hai. Aesa karne se meve mai mojud vitamins aur poshak tatva bhi sharir dwara aasani se grahan kar liye jata hai.