Asli amil baba in Karachi Pakistan and best astrologer Black magic specialist
Amel Ki Categeory (Darjat)
1. AS SALAMU ALLAIQUM
amel ki categeory (darjat)
sab se pehla to ake baat batana zaroore samjhta
ho jo amel ho ya jadogar jo jis ko bar pur elim
atah ho wo sab kuch kar sakta hai us ka liya kohi
masla nahi chota mota amel ya jadogar wohe
amal karee ga jo us ki knowdlage main ho ga ya
phir jo usko uska ustaad batahe ga ake bara amel
ya jadogar sab kuch kar sakta hai
sab se pehla amel ka darjat batata ho
1)ameleen main wo amel jo sirf amal kartee hai
quran pak ki sourate ya azmeyat se
2)ake wo amel hota hai jo allah ka 99 name se sare
kam karte hai is kisam ka amel ko zakir kehta hai
3)ake wo amel hota hai jo elim nakash se kam leta
hai yani taweez se yeah ake bohat bara elim hai
4)ake wo amel hota hai jo elim jaffer se kam leta
hai
5)ake wo amel hota hai jo elim adat se kam leta
hai jin ko adat par abor hota hai
6)ake wo amel hota hai jo sitaro ka elim se kam
leta hai jis ko yeah elim ata hai us ka amal kabe
2. khata nahi khata us ka var kabe khali nahi jata
aur wo sitaro ki chal se aga ka pata laga leta hai
aur us ko khatrate ka be pata chal jata hai yeah
elim najoom hota hai is ka be bare darja hai her
kawakib ko kabo karna aur un ka mokilat ko
kabo karna wegara wegara is kisam ka amel sirf
andesha zahir kar sakte hai ka ahsa ho sakta hai
100 percent surety nahi hotee in ki baat main bare
bare jantareo main logo ka burg ka bare main
kafe kuch likha hota hai laken un main se kuch
bateen sahe nikaltee hai aur kuch galat is liya
main mana karta ho ahsa logo ko jo sitara baze
per zada yaqeen rakhta hai log ahsa amelo ka pass
line laga kar beth jata hai aur sata ka no mangta
hai ya phir prize bond ka no mangte hai yeah sab
bakwas hai hota wohe hai jo hukum_e_rabe ki
taraf se hota hai is kisam ka amel sirf andesha
zahir kar sakta hai bus aga ka hall nahi bata sakta
wo aga ka hall sirf bare bare buzurg aur walio ko
maloom hota hai aur wo tamam razz apna sena
main rakhte hai is kisam ka amel sitaro ki chal
aur nazrate main bohat faida uthata hai jab sitaro
ki achi nazar hotee hai to wo us main khair ka
nakash taiyaar karleta hai aur jab setaro ki bore
nazar hotee hai to wo shar ka nakash taiyaar
karta hai aur jabe be unko zaroorate parte hai wo
nakash ko use karleta hai ahsa amel ka teer
hamesha neshana per lagta hai kabe khata nahi
3. khata aur chota motay ameleen ko be thora bohat
najom ata hai q ka is ko seka begar ameleen ka
amal kam he nahi karta yeah bohat zaroore hota
hai seekna yeah sab se pehli sere hote hai amal
karna ki
7)ake wo amel hota hai jo apna hamzad se kam
leta hai wo sirf apna hamzaad se sare kam
karvata hai amal wegara kuch nahi karta bus
usko hukum deta hai aur wo sare kam khodi
karta hai
8)ake wo amel hota hai jo alam arva ko kabo
karta hai , in main sab kuch hotay hai
jin,hamzad,pareya,deyou,hakel,mokel,bair,aur
bohat kuch for exapmle wo jin ko kabo karta ya
jinnato ka baadshah ko kabo karta hai aur un se
apni baat manvata hai is ka baadlay main amel ko
be un ki kuch bateen mani parte hai tab ja kar
yeah jin amel ki madat karte hai ager khalaf in ka
jaha ga amel to yeah amel ko saza date hai ishe
tarah mokel ko ya mokelat ka baadshah ko be
kabo karte hai mokel ko kabo karna bohat bohat
mushel hai is ka liya rozay rakh ny parte hai
laysan payaz , fahashe se door tarak jalali wa
jamali aur tamam nake kam karna partee hai jo
ajkal ka door main bohat mushkel hai yeah chila
karna ka baad amel sokone se beth jata hai phir
amel ko kisi chila ki zaroorate nahi partee mokilat
4. ka baadshah se amel gozarish karta hai ka
baadshah salamat app mare khidmat ka liya kuch
madadgar de de to baadshah us se saaf keh deta
hai ka kohi be galat kam mat karvana in se hum
sirf apki jahiz zarooreyat pore kareen ga apki
yeah mokelat ka baadshah aur amel ka agreement
hota hai ager amel accept karta hai mokelat ka
baadshah ki baat to wo amel ko 10 ya 15 ya hasab
zaroorate mokelat de deta hai phir her waquat
amel ka sath yeah mokelat rehta hai amel in
mokelo se kuch galat kam nahi karva sakta ager
kar vahe ga to yeah amel ko bohat saket saza de
deta hai .is kisam ka amel jo hai bohat power full
hota hai jadogar jo hai is kisam ka amel ka mu
nahi lagta aur apna jinnato ko hedayat deta hai ka
ider se gozar mat karna jinnnat ka mokabala
main mokel bohat taquatvar hota hai mokel jo hai
jin ko jala dena ki taquat rakhta hai aur jin mokel
ka kuch nahi begar sakta is liya ahsa amel jo hai
jadogar ki bohat aram se choti kar sakta hai us ka
liya kohi baat he nahi hai chaha jadogar ka pass
jinnato ka baadshah q na ho tab be jadogar ahsa
amel ka kuch nahi begar sakta
9)ake amel is kisam ka hota hai jo bozorg ya wali
hota hai yeah sab se awal hai amelo main in
tamamo main se in ka pass mokel kodse hota hai
jiss ko kabo karna bohat bohat zada mushkel hota
5. hai moekl kodse ko wohe kabo karsakta hai jo sirf
allah ka ho aur us ka rasool ka jis ka liya dunia
kohi mahena na rakhtee ho jo sara sal roza rakhta
ho jis ki namaz kaza na ho jo sirf khalis allah ka
ho for example shake abdul qader jilani , khuwaja
gareeb nawaz , abdullah shah gazi , hazrate data
gang bakash , gos pak dastagheer aur bohat sare
buzurg yeah wo buzurg hai jin ka pass jinnat
perna atay hai aur in se elim seekta hai aur in ka
paroon main bethta hai jinnat in se apni faryaad
kartee hai apni parashaniya in ko batate hai q k in
buzurg ka talooq direct allah se hota hai yeah
apna mu se jo baat kehta hai in ki baat pore hotee
hai bus sirf kehna ki dair hotee hai in ka talook
direct allah se hota hai aur in buzurg ko aga tak
ka pata hota hai ka kal kya hoga is kisam ka
buzurg am galio aur bazaro main nahi hota yeah
buzurg apna gharo main ya sunsan jaga per hota
hai aur apni ebadat main mushroof hota hai is
tarah ka buzurg ya wali zada tar sindh main pahe
jatee hai sirf in he buzurg ko aga ka hall pata hota
hai ka kal kya hoga in ko yeah tak pata hota hai
ka aglay sal mulk ka wazire kon bana ga aur kab
zalzala aha ga kab is mulk main bohran pare ga
anaj ka wegara wegara laken yeah buzurg kisi ko
batata nahi hai ager in ka kohi bohat he kareeb ho
in ka moreed to us ko yeah bateen pata chaljate
hai laken us ko be order nahi hota yeah bateen
6. batana ka logo ko wo be apna sena main daba ka
rakhta hai yeah sare bateen yeah buzurg ya wali
bohat bare haste hota hai yaha tak ka jin in se
madat talab kartee hai apna kamo ka liya yaha
tak ka ake amel jo hai jab wo kisi mushkel main
ah jaha ya kisi zabardast jadogar se mokabala ho
jaha ya kisi saket jado ka toor na mil raha ho ya
kohi zabardast jin kisi shaks ka jisam se na nikal
raha ho tu in buzurg ya wali se madat mange
jatee hai ager buzurg ka intakal ho jaha to
bakaheda mokel ya jin ko in ka mazar per bejh
kar madat ly jatee hai mokel aur jin nehayat adab
wa adab se in se faryad kartee hai aur madad
talab kartee hai phir ager in buzurg ya wali ki
madad ah poucha to jadogar ko yeah khatam
kardeta hai chaha us ka pass bare bare alim
jinnat jadogar he kio na ho yeah buzurg sab
cheezo ko khatam kardeta hai in ki de howi
hazrate jin nahi jahal sakta aur jadogar in ki mar
bardasht nahi kar sakta yeah bohat power full
hota hai yeah baat amel aur jadogar aur jin
bohat achi tarah janta hai bazz okat to jab inki
madat ah jatee hai to jadogar ka sath us ka jinnat
chor deta hai ager jadogar ka pass jinnato ka
baadshah be ho to badshah be us ka sath chordeta
hai q k badshah ka sepahe marna shoro ho jate
hai baadshah aur is ka sepahe is buzurg ka kuch
begar tu nahi sakta is liya yeah jadogar ka sath
7. chordeta hai aur jadogar akala reh jata hai aur
bohat bore tarah mar khata hai in buzurg ki ya tu
wo kuta ki tarah galio main pagal ghoomta hai ya
phir wo shahded bemar ho kar mar jata hai ya
phir bemar he rehta hai aur tarah tarah ki takleef
uthata hai
dua main yaad rakheya ga
amel soname
amel_soname@yahoo